Dawat e islami our ilyas attar qadri sahab jo ishq e rasool ka johta nara lagatey nahi thaq they. unhoney '25vi our 26vi ki bahrey' key naam se 1 pamphlat shaya kiya hain. us mein unhoney apni jurriyat ko har mahiney ki 25 tarikh ko ahmed raza khan sahab ka urs manaey ki targhib di aur har mahiney ki 26 tarikh ko apna birthday mananey ko kaha.
{Dawat e islami key naam hamarey sawaal}
1. urs manana kah se sabit hain.
2. jo urs saal mey 1 baar bantey they wah aaj kis wajeh se har mahiney banney lagey.
3. islam mey birthday ki kya haqiqat hain. or har mahiney birthday manana kahki shariyat hain.
4. Dawat e islami saal mey 1 baar 12 rabiul awwal ko allah key akhri rasool s.a.w. ki wiladat mana kar saal bhar ka kota bhar deti hain. lakin ! khan sahab ka urs or attar sahab ka birthday har mahiney bana kar bhi kota pora nahi hota . kya allah key rasool sey inhey itni hi mohabbat hain.ager yeh sachey ashiq e rasool hey to unhey har month ki 12 tarikh ko huzur s.a.w. ke wiladat manani chahiye.

