Nazrin e ikram ! aap hazraat jantey hain ki ilyas attar sahab apne bayanaat mein ahmed raza khan sahab ki kitni tareef karty hain. or jaha tak hota hain khan sahab ki kitabo se hawaley dete hain.or ilyas attar sahab ka 1 nara bhi bohot mashhoor hain.
'alahazrat se hamy pyaar hain
inshallah mera bedha paar hain'
hum toh yeh sochte thay ki attar sahab ka ikhtelaf toh sirf ulema e haq deoband or akhtar raza sahab kay sath hain lekin ! attar sahab ka ikhtalaf to khan sahab kay sath bhi hain.
attar sahab ek sawal kay jawab main kahtay hain ki 'qabar main munkar nakir arbi zuban main hee sawal karengy'
lakin khan sahab ka aqida hai ki munkar nakir kay sawal siryani main hongay.malfuzat e alahazrat,jild-5,page-12 main farmatay hain ki
'is ki babat toh kuch hadees main irshad nahi huwa-hazrat saidi abdul aziz dabbag raziallahutallahanhu sahab e kitab abraiz kay sheikh farmatay hai -munkir nakir kay sawal siryani main hoga or kuch lafz bhi bataye hain'
nazrien e ikram ! ab faisla aap kay hath main hain , ki ab aap btay ki khan sahab haq per hain ya attar sahab . agar attar sahab ka masla haq hai to khan sahab ka masla nahaq hoga toh ab aap btay ki yeh kesa mujaddid hain ki jisay yeh bhi nahi pata ki qabr main sawal arbi main honge !

